ankahi si baaton ka
jati si shaam ka
bheegi si dhoop ka
dhalti si thand ka
shauq hai….
parindon si oonchai ka
geeli si barish ka
muskurati si hansi ka
machalti si fidrat ka
shauq hai…
gaati si chidiyon ka
aadhi si kahani ka
poori si muhabbat ka
nayi si ek subah ka, shauq hai…
rohit